Hello Friends
aj ham baat karain ge Bandwidth kya hoti he or ye hamain bloging main kahan par istimal krni padti he or is ka real main kya matlab he mukamal detail ke sath
agar ap ye article mukamal padh lete ho to Bandwidth ko le kar ap ka koi sawal nahi rahe ga
What Is Internet Bandwidth |
What Is Internet Bandwidth?
Bandwidth ko le kar ap ke swal buhat hain or is ka matlab bilkul simpel he
ap ke internet ki uploding or downloading ki speed ko Bandwidth kehte hain
or agar bloging ke liay baat ki jay main kehta hon ke agar ap koi new blogger ho to ap ko Bandwidth ko nahi buy karna chaiay ap ko free wali Bandwidth google khud se de raha he us ko use kar sakte ho jab ap achi khsi trafic hasil karne lag gay to ap ko aik server bhi buy krna pade ga
What Is Internet Bandwidth |
Baseband Kya He?
jo ap ke internet connection se speed aa rahi he us ko Baseband kehte hain
Baseband us speed ko kehte hain jo speed siraf aik hi kaam kar sake he downloading ya phir uploading Baseband ki speed ya to aik hi line par kaam karti he
mujhe ummed he ke ap ko Baseband or Bandwidth ki mukamal samaj aa gay ho gi agar ye article acha laga he agar is article se ap ko bhi kuch fayda hua he to apne doston ke saath zroor shere karain
agar abhi bhi ap ka koi sawal he Bandwidth And Baseband se releted to neche comint karain main ap ka jawab zroor don ga thanks 4 you
0 Comments
Thank You For Commenting {WaseemTech1} Site