First Mobile Phone In The World Hindi Urdu
Hello Freinds
Aaj ham baat krain ge first mobile phone in the world se related buhat sare logon ke man main sawal uthta ho ga ke dunia main pehla mobile kon sa bnaya gya or kis ne bnaya tha
aj ham ye sab kuch is article mian detail ke sath btane wale hain full read krain
First Mobile Phone In The World Hindi Urdu |
First Mobile Phone In The World?
dunia main sab se pehle mobile ka wait 2kg tha us waqt siraf do mobile bnay gay thay experiment krne ke liy ye experiment kayab raha tha is ke baad technology main izafa hota gyaor aj hamare pas touch walay mobile manzre aam nazar aate hain
First Mobile Phone Kis Ne Bnaya Tha?
dunia main pehla mobile bnane wale engineer ka name Martin Cooper thaFirst Mobile Phone In The World Hindi Urdu |
ye America ka engineer tha or is ne 3 April 1973 ko ye mobile launch kya tha jo ke dunia istimal kar sakti thi
is se Pehle bhi mobile phone available the laikin foji or police walon ke pas the bas wo hi istmal kar sakte the
ham jesy log koi bhi mobile phone istimal nahi kar sakte the
Last Word
agar ap ko hmara ye article helpfull sabit hua hai to share lazmi krain or agar ab bhi ap ka koi sawal hai First Mobile Phone In The World se related to neche comment krain main ap ka jawab lazmi don gai hope you like this my article thank you
0 Comments
Thank You For Commenting {WaseemTech1} Site